Posts

Showing posts with the label love shayri

तेरे दिल में

Image
खुशबू बनकर तेरी साँसों में समा जायेंगे,  सुकून बनकर तेरे दिल में उतर जायेंगे,  महसूस करने की कोशिश तो कीजिये,  दूर रहते हुए भी पास नज़र आएँगे...

Meri Chahat Ki Gahrayi...

Image
Utar Ke Dekho Meri Chahat Ki Gahrai Main... Kabhi Sochna Mere Baare Main Raat Ki Tanhai Main... Ho Jayega Tumhe Meri Chahat Ka Ehsaas... Tab Mera Aks Milega Tumhe Apni Hi Parchayi Main...

Intezaar Uss Ek Sham Ka...

Image
Ek Sham Aati Hai, Tumhari Yaad Lekar... Ek Sham Jati Hai, Tumhari Yaad De Kar... Par Mujhe To Uss Sham Ka Intezaar Hai... Jo Aaye Tumhe Sath Lekar...

Mai Aas Pas Hoon...

Image
Khushboo Bankar Teri Sason Me Samaa Jaunga... Sukun Bankar Tere Dil Me Utar Jaunga... Mahsoos Karne Ki Koshish To Kariye... Dur Hokar Bhi Pass Nazar Aaunga...